KHWAJA GAREEB NAWAZ KI HAAYAT-E-TAYYABA:

1-Wiladat-14 Rajab Hijri-535 Sanjar,Isfahaan.

2-Isme giraami-Sayyad Muinud Deen Hasan
3-Waalid-e-Giraami-Hazrat Khwaja Gayaasud Deen
4-Waalida-Hazrat Bibi Ummul Wara
5-Waalid Sahab Ka Saaya Utha-Hijri 544
6-Shaikh Ibraheem Maj'bzub Se Mulaqat Hijri-544
7-Uloom-e-Zaahiri Ki Takmil-Ba- Muqam Samarqand, Bukhara,
Hijri-544 se Hijri-550 tak.
8-Aap K Shohra-Aafaak Ustad- Hazrat Moualana Hisaamud Deen
Or Hazrat Moulana Sharfud Deen.
9-Gause Aazam Se Mulaqat-Bagdaad Sharif Hijri-550.
10-Khwaja Usmaan Haaruni K Mureed Bane-Hijri-552 Ba-Maqam
Haarun.
11-Shaikh Ziyaud Deen Abu Najib Abdul Qadir Suharwardi Se Mulaqat
Hijri -555.
12-Bagdaad Se Hind Ki Taraf
Safar- Hijri-557 se 561 Tak.
13-Daata Ganj Bakhsh K Rauze Par Chilla Kashi Hijri-561
14-Peero Murshid K Sath Haramain Sharifain Ka Tarikhi Safar-Hijri -563
15-Sar Zamine Sanjar Par Tashrif Aawari-Hijri-580
16-Gause Aazam Se Dobara Mulaqat-Hijri-580
17-Bhakhtiyar Kaki Ko Murid Banaya-Hijri-582 Isfahaan
18-Bhakhtiyar Kaki K Sath Harmain Sharifain Ki Haazri Or Baargah-e-
Risalat Se Wilaayat-e-Hind Ka Milna-Hijri-585 Me.
19-Khwaja Bhakhtiyar Kaki Ko Khilafat Ata Ki-Hijri-585 me Ba-
Maqam-Samarkand.
20-Prithvi Raaj Ki Hukumat Me Ajmer Me Aamad-Hijri-586 me
21-Shahabud Deen Ghori Khwaja Ki Khidmat Me-Hijri-588 Ba-Maqam
Gizni.
22-Shahabud Deen Ghori Aap K Murid Bane-Hijri-589 me Ba-Maqam Ajmer.
23-Taara Gadh (Ajmer) Par Raat Ko Hamla-Hijri-598 me.
24-Delhi Me Tashrif Aawri-Hijri-611 me
25-Bibi Ummatullah K Sath Gareeb Nawaz Ka Pehla Nikah-Hijri-590 me.
26-Bibi Asmatullah K Sath Gareeb Nawaz Ka Dusra Nikah-Hijri-620
me.
27-Wisaal-6,RAJab, Peer K Din, Hijri-633 me Ba-Maqam- Ajmer
Sharif Rajasthan....

Ziarat Dargah Ajmer Sharif, India,

Ajmer Sharif Dargah timings Urs Festival 2013 New Time Table,
Dargah Khwaja Garib Nawaz, Ajmer Sharif Urs 2013 Rajasthan
India
Ajmer Sharif Pilgrims Urs
Festival 2013 Shrine Time Table:
Ajmer Sharif Maza
New Date 2013 Annual Urs Festival
Chhati Shareef Urs Date Is :- 16 or
17 / May / 2013
Darbar Ajmer Sharif Dargah Urs Festival BARA QUL DAY
19 or 20 / May / 2013

Post a Comment

1 Comments

  1. Bhai Hazrat Khwaja moinuddin chishty sarkar NE anasagar se qase me pani mangwaya Tha unka naam bataye hawale ke sath....
    Mera whatsapp no +919890402020

    ReplyDelete